1.
Teri meri kahaniyonke pnne ud chale aakash me
Ya to honge ve amar
Ya milenge phhir itihas me
Kavi vinay
2.
Teri saheli itni batuni h or tu hamesha shant hai
Kya tere toothpaste me Namak nhi …???
3.
Aaj main mila tujhse
Aaj tu mili mujhse
There pas aakar laga mujhko
Jannat tera hi dusra naam
Kavi vinay bharat
4.
Tum aaoge socha tha
Tum bulaoge socha tha
Tum jaoge vapas socha tha
Phir vapas aaoge socha tha
Nhi socha tha kabhi jaoge itni door
Jahan she lauta koi nhi
Kavi bharat
5.
ma
Rajneeti. Ki Gali Me Hum Jate Nhi
Hume Raj panchi lubhate nhi
Kitna hi ho pinzara sone ka sun
Hum pinjare me kaid kabhi chahte nhi
Bandh gaye prem jalon ke guchche me hum
Pinjare me ab pankh phadphadte nhi
Dil ki halat suno jaise raftar ho
Rajmahalon ke phal ab hum khate nhi
Prem ki nadiyon ke jab kinare khade
Doobne me hum hichkhiate nhi …
Kavi vinay bharat
Read Complete Poem/Kavya Here फेसबुकिया -१- विनय भारत
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें