शनिवार, 21 मार्च 2015

Matlabi duniya

Chote si jindagi hain usme dard bahut h. jeena sirf mere liye khne wale log bHut hain.
mje achi ni lagi bhagwan teri bnayi y shrishti isme dhoka dena wale log bahut hain. tere liye m apni jaan dedunga khkr jaan ko bechne wale bahut h.
koi kisi ka ni hain apna matlab nikalne wale log bahut hain. tere raaz me kya kya krte hain log. tje bhi mannat ke nam pr bech dete hain log.
khte h jise lakshmi usi k ansh ko garb m maar dete hain log. taras ni aata un darindo 3 sal ki ldki ki chikho pr jise rape kr maar dete hain log.
kya bnaa kr bhul gya hain tu is duniya ko ya tere bhi hath bandh chuke hain log. Rona aata hain dekh kr jb paida hue bache k nam pr bheekh mangne lag jate hain log.
gussa aata hain jab pyar ka naam kehkar istemaal krne lag jate hain log. kisi garib ki mehnat ki kamayi cheen kr kha jate hain log.
bada dukh hota hain jb paiso ke liye bik jate hain log. kya hoga un maasum jano ka jinhe badle ke naam pr bumb se udaa dete hain log.
mujhe achi ni lagi teri yeh duniya jaha matlab nikalne ke baad maa baap ko chod jate hain log….|||

Share Button
Read Complete Poem/Kavya Here Matlabi duniya

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें